In aankhonme aasoo aaye na hote, Agar tum pichhe mudkar muskuraye na hote, Tumhare jaane ke baad ye gam hota hai, kaash tum zindagi me aayehi na hote !!!
Ishq Mile To Pee Lete hain .... Aap Kahe To Mar jayen hum .. Aap Kahe To Jee Lete hain ... Hum To hain Un phoolon Jaise Jo kaatoon main Bhi Jee Lete hain