Hawao K Chlne

Hawao K Chlne
Hawao K Chlne Se Patte Sarsarate He Khamosh Sannate Bi Kuch Keh Jate He Hum Pyar Krte Nhi Hr Kisi Se Jis Se Bi Krte He Dil Me Utar Jate
  

Jan, 30 2012     135 chars (1 sms)     1097 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bahut mushkil se kal ki raat guzri hai, Kuch tanha par kuch khaas guzri hai, Na neend aai na khawaab koi, Bas aap k khayalon k saath guzri hai.
RAHO ME DEKHA DIVARO KI TARAH, KHVABO ME DEKHA UJALO KI TARAH, DIL TO KYA HAM RUH ME SAMA JATE MAGAR, AAJ TAK KISI NE CHAHA HI NAHI CHAH NE VALO KI TARAH.
Saanse zarurat hoti hai,ye tham bhi jaye to itna dard na hoga,jitna ki aapke ruthne ya chale jane ke baad hoga..kyunki.. hamari saanse to aapki rooh se bandhi hai
Mujhe Kisi se mohabbat Nahi tere Siwa Mujhe Kisi ki zarurt nhi tere siwa Meri Nazr ko thi Talas Jiski Kisi k Pas wo surat nhi tere siwa.
bhool se agar koi bhool hui ho to usse bhool samaj ke bhool jana, aare bhoolna sirf bhool ko, bhool ke bhi hume na bhool jana.
Koi Gila Na Koi Shikwa Raha Aapse, Ye Aarzoo Hai Ek Silsila Bana Rahe Aapse, Bus Ek Umeed Hai Aapse, Khafa Na Hona Agar Hum Khafa Rahe Aapse!!!
Tum hasti ho mujhe hasane ke liye Tum roti ho mujhe rulane ke liye Tum ek bar rooth kar to dekho Mar jaoun ga tumhein manane ke liye..
Shayad Mohabbt Krne Ki Saza He, Jo Ye Judai Ka Zehar Pite He. Hmara D!L To Unke Pas He, Kbhi Socha He Usne? Hum Kaise Jite He?
Uthalo Dupate Ko Zaminse Kahin Daag Na Lag Jaye Pardeme Rakho Chehreko Kahin Duniyame Aag Na Lag Jaye.
Dur Nigaho s Kahi Mt Jana Zindgi M Hame Bhul N Jana Zarurat Ho Jb Bhi Tumhe Sahare ki Khuli H Ye Bahein Chale ana...!
Soch kar uske baare me muskrate hai hum,khud ko hi kahani uski sunate hai hum,jab bhi yaad karte hai usko,saari dunia ko us wqt bhul jate hai hum
Mere mehbub Chale aao hum tume yad karte hai, Ye wo gunah hai jo hum baar-baar karte hai,Jalaake dilme hasrato ke chirag Aapke aane ka behad intezar karte hai