hum aapki dosti ko salam karte hai iska har 1 lafz aapke naam karte hai aaj aap mango khuda se jo aap chaho, kyonki hum aaj ki har mannat aapke naam karte hai.
yaado main kabhi aap bhi khoye hoge khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge maana hasna hai aadat gum chupaane ki par haste haste kabhi aap bhi roye hoge
Bhulenge nahi apko ye kaise yakin dilaye,Apki Dosti ki ahmiyat kya he ye kaise samjaye,Aasman se unchi he Dosti apni,Is 6ote se sms me apko kaise bataye.
Tumhari yaadon ko rok pana hai mushkil, rote huae dil ko manana hai mushkil, yeh dil aapko kitna yaad karta hai, ye labzo se bayan karna he namunkin...