pyaar kia to unki mohabat nazar ayi,dard hua hume to palke unki bhar ayi,Do dilo ki dhadkan me ek bat nazar ayi,dil to unka dhadka par awaz is dil se ayi.
Muskarate hai to bijliya gira dete hai.0baat karte hai to diwana bana dete hai. husan walo ki nazar kam nahi kayamat se aag pani mein wo nazro se laga dete hai.