Rehne de aasman, jami ki talash kar, sab kuch yahi he, na kahi aur talash kar, har arzoo puri ho to jine ka kya maja, jine k liye bas 1 kami ki talash kar.
Pyar chhuipta nahi ankhe jhukane se pyar rukta nhi kisi k samjane se ruk jati h dhadkan tuje bhul jane se hmari to jindagi chalti hai teri yad aane se.
wo aankhon mein ashq liye bethe hai, hum bhi unke pyaar pagal hue bethe hai, hum to jaan dene ko bhi tayyar hai, magar vo hamari jaan bane bethe hain..