vada utnaa hi karo jitana nibha sakte ho Khwaab pura jo na ho woh na dikhana mujh ko apne rishte ki nazaakat ka bharam rakh lena main to aashiq hoon dewaana na bana mujh ko....
Kis par dosh lagaye apni barbadi ka,pyar ki raho me hum khud bhi gunehgar hai,jo lamhe bitaye the sath milkar kabhi,aaj mere liye vahi lamhe yaadgar hai.
Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai,ki har zarre ne mujhe tumse milaane ki saazish ki hai,MAine kAbhi Apni chAAhAt ki nuMAAish nAhi ki,FiR bhi hAR shAks ne RAb se MeRi siFAARish ki hAi...