Kahte hai ki

Kahte hai ki
Kahte hai ki jab koi kisi ko bahut yaad ata hai to 1 taaraa kahi tut k girta hai.1din sara aasman khali ho jayega aur ilzam hamare sar ayega..
  

Jan, 30 2012     142 chars (1 sms)     1183 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Meri pehchan bas naam hi sahi,yaad na aaye tumhe itne badnaam to nahi,hume bhul jana majburi hi sahi,magar sachmuch bhul jao ye zaruri to nahi..
Raat kya dhali sitaare chale gaye, Gairo se kya Gila jab apne chale gaye, Jeet to sakte the ishq ki baazi hum bhi, Par tumhe jeetne ke liye, hum haarte chale gaye.
Aapko milne ko man kar raha tha, man ko samjhaya to dil tadapane laga, dil ko bahelaya to ankhein ro padi, unhe chup karaya to saansein bol padi... .
HAR SHAAM AATI HAI AAPKI YAAD LEKAR, HAR SHAAM JAATI HAI AAPKI YAAD LEKAR, LEKIN HUME INTEZAAR HAI US SHAAM KA, JO AAYEGI AAPKO SAATH LEKAR.
Ruthna MAT,MUZE Manana NAHI ATA DUR MAT JANA,MUZE Bulana NAHI ATA TUM Bhul JAO TUMHARI MARZI MAGAR HAME TO Bhulana BHI NAHI ATA…
Har shubha ki dhund kuch yaad dilati hai...Har phool ki khoshboo ek jadoo jagati hai,Chaho na chaho kitna bhi par apki yaad aa hi jati hai.
Pyas Darya Ki Nigaho Se Chupa Rakhi Hai 1 Badal Se Bhari Aas Lga Rakhi He Teri Ankho Ki Kasish Kese Tuje Smjhau In Chirago Ne Meri Nind Ura Rakhi Hai
Wo Paas Aate To Hum Baat Kar Lete,Wo Sath Rehte To Pyar Kar Lete,Kya Mujburi Rahi Jo Wo Chale Gaye,Wajah To Batate Hum Intzar Kar Lete..
Zindagi mein aapki ahmiyat bata nahi sakte, dil mein aapki jagah dikha nahi sakte, kuch rishte anmol hote hai, ye hum aapko samjha nahi sakte
Hamse koi gila ho jaye to maaf karna,yaad na kar paaye to maaf karna,dil se to hum aapko kabhi bhulte nahi,par ye dil hi ruk jaaye to maaf KARNA.
Gam wo jo aansu la de, khushi wo jo gam bhula de, hame to chahiye aapki itni si mohabbat, jo aapke yaad karne par hame ek HICHKI se Hila de.
Ga saku nagma,wo saaz kaha se lau, Suna saku kuch aapko wo andaz kaha se lau, Yu to chand ki tarif karna aasan hai, Kar saku aapki tarif wo alfaj kaha se lau,