Gam na kar

Gam na kar
Gam na kar zindagi bahut badi hai,Chahat ki mehfil apke liye saji hai, Bas ek bar muskura ke dekh,Taqdeer khud aapse milne bahar khadi hai.
  

Jan, 30 2012     139 chars (1 sms)     1975 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jo mai sochu woh tum socho yeh ho nahi sakta, phir bhi bekhabar raho tum yeh mujhe manjoor nahi hota
Chalta Tha Kabi Haath Mera Thaam Kar Jis Par Karta Ha Bohot Yaad Wo Raasta Usay Kehna Umeed Wo Rakhay Na Kisi Or Se ...Har Shakhs Mohabat Nahi Karta Usay Kehna.
Yaad karne ke liye koi cheez chahiye, Aap nahi to aapki taswir chahiye, per taswir aapki hamara dil behla nahi sakti, kyonki yeh aapki tarah muskura nahi sakti.
Chahe kitni bhi door hum rahe,Par Dosti ke silsile na kabhi kam honge,Tum tanha kahan ho zara palat ke dekhna. Tumhare saaye ki jagah hum honge.
Beshuk kuch waqt ka intezaar mila humko,par khuda se badkar yaar mila humko,na rahi tamanna kisi jannat ki,dosti mein itna pyar mila humko..
Hakikat me jina jb AADAT ban jati hai Khawabo ki dunia BERANG najar aati hai,Koi intjar krta h ZINDGI k lie,or kisi ki ZINDGI intzar ban jati hai
Vaade pe o aitbaar nahi karte, Hum zikre mohabbat sare bazaar nahi karte. Darta hai dil unki ruswai se, Aur who sochte hai hum unse pyar nahi karte
Teri Khawaish Us Waqt Boht Tarpati Hai Sawan Mei Koi Bund Jb Honto Par Aa Kar Bikhar Jati Hai Meri Rooh Bi Tarpne Lagti Hai Us Pal Jb Thandi Hawa Teri Gali Se Guzar Ke Ati Hai
Aap Se Door Kaise Rahe Paate, Dil Se Aap Ko Kaise Bhula Pate,Kash Aap Sapno Ke Alawa Shishe Me Base Hote, Khud Ko Bhi Dekhte To Aap Nazar Aate.
100 BEWAAFAI KABUL HAI 1 WAFA KE LIYE 100 AANSU KABUL HAI EK HANSI KE LIYE, HUM TO MOHTAAJ HAI AAPKE PYAAR KE, 100 DUSHMAN KABUL HAI EK AAPKE PYAAR KE LIYE
Apne Hatho Ki Lakiro Me Basale MujkoTu Nasib Apna BanaLe MujKo Mai Kisi Khule Ghar Ka Hu Saman Pyare Tu Dabe Panv kbi aake churale Mujko
Kya pta tha koi hume bhi saanson ki tarah chahta hoga, Khabar na thi koi humari bhi raahon mein palken bichhata hoga. Sada maangte rahe dua hum gairon ki khatir, Na tha socha koi humare liye bhi haath failaata hoga