Kyo apki khamoshi hume khamosh kar jati hai...kyo apki udasi hume udas kar jati hai..kya rishta hai apka or humara..Jo apki yad hume har pal aati hai..
Kisi roz koi khwab jaror aayega,zindagi me kya khoya ye dikhlayega,tum na samajhna khwab use,kyu ki a yaar ush khwab me tu mujhe tere bin Tanha payega.