Pyar aur baarish

Pyar aur baarish
Pyar aur baarish dono ek jaise hote hain,who hameshha yaadgaar hote hain.Farq sirf itna hai Baarish saath rehkar tann bhigaati hai aur pyar dur rehkar aankhein.
  

Jan, 31 2012     160 chars (1 sms)     1331 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ruth Gayi Hai Mujhko Manane Waali Ab Koi Nahi Naaz Mera Uthaane Waali Per Jaane Kya Sonchta Hai, Yeh Khula Darwaaza Shayad Rasta Bhool Gaya, Aaane Waaali
Bana bana k tamanna mitai jati hai,Tarah tarah se wafaye azmai jati hai,Unko humse mohabbt nai 2 phir Q juka juka k nazre milai jati hai
Chahat hai lekin haqiqat nhi hai Aajkal kisiko kisise sachi mohabbat nahi haiJo tumhe bhula de Tum use bhula do Is se behtar koi nasihat nhi hai.
Zindagi ko ek rangeen kalpana sajho, Subah ko sach or raat ko sapna samjho. Agar bhulna chahte ho sabhi gamo ko, To zindagi me kisi ko apna samjho.
aansu mein naa dhundhna hame,hum tumhe aankhon mein mil jaayenge,tamanna ho agar milne ki to band aankhon se bhi nazar aaenge.
Karte nahi izhar phir kyun karte ho tum pyar? nazron se bate bahat hui ab lab se karo ikrar...
Dil me har raaz daba krakhna,Honto pe muskurahat saja k rakhna,Ye dunia sirf khusio me sath deti he,Is liye apne ansu ko chhupake rakhna.
Palkon pe sapne saja lein, Tum kaho to muskura lein, Ye zindagi-zindagi si lage, Agar hum tumhe paa lein.
AAP TU CHAND HO JISSE SAB LOG YAAD KARENGAI... HUMARI KISMAT TU TARON JAISI HAI.... YAAD TU DOR...LOG APNI DUA K LIYE HUMARE TUTNE KI FARIYAD KARENGE.......
saans tak nahin laita hain hum tum ko soochtay waqt.Is kaam ko bhi hum ne kal per utha rakha hai.Rooth jate ho tu kuch aur haseen lagte ho.hum ne is liye tum ko khafa rakha hai
Mohobbat ka imtihan aasan nai, pyar sirf pane ka naam nai. Muddatein beet jati he kisi k intezaar may, ye sirf pal-do-pal ka kaam nai.
is dilme uske liye itna pyaar rhega,k waqtbhi uska gawah rhega;uska pyar pata nahi kiske nasibme ho,par ye dilto uski yadoka haqdar rhega