Jati nahi aankho

Jati nahi aankho
Jati nahi aankho se surat teri, Jati nahi dil se mohbbat teri, Mahsus ye hota hai jeene ke liye, Pahle se jyada hai jarurat teri... Jisme teri kami hogi………..
  

Jan, 31 2012     158 chars (1 sms)     1538 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tere khayal se jee churaon kaise, ek aag dil me lagi hai bujhaon kaise, meri har saans teri yaad se wabasta hai, phir to hi bata tujhe bhool jaon kaisy
Akela sa mehsoos karo jab tanhaai mai, yaad meri aye jab judaai mai, mehsoos kar lena tumhare hi pas hoon main, jab chahe dekh lene apni parchaai mai…
Chahne se koi cheez apni nahi hoti, har muskurahat khushi nahi hoti, kehna to chahte hai bohot kuch apse, magar kabhi alfaaz to kabhi zubaan saath nahi hoti..
Jab Pyar Ke Ehshas Ko Samazh Jaoge Hr Sanso Me Mera Hi Nam Paoge Mera Pyar Us Waqt Dega Aawaz Jb Tum Dunia Ki Bhid Me Khud Ko Akela Paoge.
dunia me sab kuch bikta hai,phir judai hi rishwat kyu nahi leti. Marta nahi hai koi kisi se juda hokar,bus sirf yaaden hi hai jo jeene nahi deTI
Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota, Mohbbat Ka Koi Aakar Nahi Hota, Sub Kuch Ho Jata He Is Duniya Me, Magr Dobara Kisi Se Saccha Pyaar Nahi Hota
Kaun kahega use, ke naacheez hai woh Toote hue dilon ka tabeej hai woh Hai sailaab-e-jawaani ya dariya ki tarah wo khud hi na jaane, kya cheez hai woh
Sham dhali, raat aayi Dil dhadka - Fir Tumhari yaad aayi. Aankho ne mehsus kiya us hawa ko - jo tumhe chukar hamare pass aayi.
labo pe geat to aankho mei khwab rakhte the.. kabhi kitabo mei hum bhi gulaab rakhte the .. kabhi kisi ka jo hota tha intezar humei.. bada hi sham o sehar ka hisaab rakhte the...
Kisi roz koi khwab jaror aayega,zindagi me kya khoya ye dikhlayega,tum na samajhna khwab use,kyu ki a yaar ush khwab me tu mujhe tere bin Tanha payega.
jismein inkar nahin wo ikrar kaisa, jismein haya nahin wo shringar kaisa, dard se hi hoti hai ishq ki intehaan, jismein dard nahin wo pyar kaisa....
Ek hi din me begaane ho Gaye. kal tak haqeekat the, ab afsaane ho Gaye. shayad tujhpe mar mittne ka hi junoon hai, ke tere is sitam ke bhi hum deewane ho Gaye