dil ko bay

dil ko bay
dil ko bay chain sa kartee hain tumari ankhain raat ko dair talak tum mujay socha na karo.
  

Jan, 31 2012     90 chars (1 sms)     1026 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Roshni hote hue bhi dil mein andhera hai, In andhero main kisi ka bseraa hai, Aana kabi roshan krna hamari mehfil ko, Dekhna dil ki har diwaar pe naam tera hai
raho me mat baitho hawa tang karegi,gujre huye lamho ki saza tang karegi,kisi ko mat layo dil k itne karib,uske jane k baad uski har ada tang karegi
Mitti meri kabr se chura raha hai koi, mar k bhi yaad aa raha hai koi, ek pal ki zindagi aur de-de khuda, mayus meri kabr se ja raha hai koi
Hasrato Se Tamari Raah Saja Denge Sapno Ki Dolat Ham Tum Par Luta Denge Kambakht Koi Phul Nahi AAj Daman Me Lekin Tumhare AAne Par To Ham Apni Jaan Bicha Denge!
Ae Palak tu band ho ja, khwabo me uski surat to nazar aayegi, intejar to subah dubara shuru hoga, kam se kam rat to khushi se kat jayegi..
Kaun rakhta hai yaad namo ko Log chehre tak bhul jate hai Tum samandar ki baat karte ho Log aankho me dub jate hai
Rasto me patharo ki kami nahi he,dil me tute sapno ki kami nahi he,hm chahte hai unko apna banana,pr unk pas apno ki kami nahi he
ham apne aap mein yun gumm hue hein muddat se, hame to jaisay kisi ka bhi intezaar nahi… kisi ko toot kar chaahen ya chaah kar tootain, hamare paas to itna bhi ikhteyaar nahi…
Bahut tamana thi kisi ko apna banane ki, Bahut tamana thi kisi ka ho jane ki, Pr kya pta tha jis ke hum hona chahte he, Unhe adat hi nhi kisi ko apna bnane ki.
Wo kahte hain kesari raat aap hume sone nahi dete,hum kehte hai keapka Noor hi aisa hai ke aap hamari raat hone nahi dete.
Mohabbat me lakhon zakham khaye humne* *afsos unhe hum par aitbar nahi.* *Mat pucho kya guzarti hai is dil par* *jab vo kehte hai hum unke liye kuch bhi nahin.*
Shikayatein to itni kar di tumne,ki reh n gaya kuch keh jaane k liye.pyaar kiya maine kabhi tumse,ye kafi tha zindagi bitaane ke liye