Ae zindagi yu

Ae zindagi yu
Ae zindagi yu mujhse daga na kar,Main zinda rahu yeh dua na kar…. Koi chhuta hai tujhe to hoti zalan ,Ae hawa tu bhi usse chhuaa na kar….
  

Jan, 31 2012     137 chars (1 sms)     1121 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aaoge Jab Ghar Hamare Deep Jala Lenge,Miloge Jab Hamse EID Mana Lenge,Na Dosti Ki Koi Maszid Hai Na Koi Mandir Jaha Mango Dua Tum,Hum Sir Wahi Juka Lenge.
"Apki yad to ek anmol phool hai" "Hum apko bhul jaye ye apki bhul hai" "Koi yad hume na kare gila nhe" "Hum apno ko nhe bhulte ye hmara usool hai".
Pyar kaho to do Lafz,Mano to Bandagi,Socho to Zindagi,Karo to assan,Nibhao to mushkil,Bikhare to saara zamana,simta to Dard-e-dil....
Ab udas hona bhi acha lagta haikisi ka pass na hona bhi acha lagta haiMain door reh kar b kisi ki yadon me huye ehsas hona b acha lagta hai...
Umra ki rah me insan badal jate hai, waqt ki aandhi me tufan badal jate hai, socha tumhe itna yaad na karu, lekin aankh band karte hi irade badal jate hai...
Maza aata he tumhe satane me, Ruthe na koi to kya maza he manane me, Ek tumhi se to he khushi zara si, Warna rakha kya he is zamane me!
Kaise Kahe Ki Apna Bana Lo Mujhe,Bahon Me Apni Sama Lo Mujhe, Bin Tumhare Ek Pal Bhi Kat ta Nahi, Tum Aa Kar Mujhi Se Chura Lo Mujhe
A palak tu band ho ja, Khawabo me unki surat to nazar aayengi, Intezar to subah dubara shuru hoga, Kam se kam Raat to khushi se kat jayengi.
Tu Mera Sapna Mera Arman Hai.Shayad Tu Apni Ahmiyat Se Anjan Hai.Mujse Kabhi Rooth Kar Mat Jana AapQki Meri Duniya Aapke Bina Viran Hai!
Aapse kabhi mil na paaye hum phir bichadne ka darr kaisa meri har dhadkan me aap ho shamil phir aapki judaai ka gham kaisa
Ashkon Ki Nadi Mein Beheh Jaane Do, Kaanton Par Mujhe Soane Do, Duniyawale Mujhe Mere Haal Pe Choor Do, Mera Dil Unka Deewana Hai.
Hum Tadapte hain unki Yaad mein, DiL rota hai unki Fariyad mein, Ae Khuda dikha de ek baar Surat unki, Kahin Dum na nikal jaye unke INTEZAR mein