Na kabhi ye chupaya ki Pyaar kitna hai,Na kabhi ye Jataya ki dard kitna hai, Bus ek hume aur uss Khuda ko hai maloom,; tujse mulakat ka intezar kitna hai.
Zindgi ka har khwab haqiquat ban jaye khushi ke chirago se zindgi roshan ho jaye mahak jaye zindgi aapki ki gulab ki khushboo bhi aapke samne Kam Ho Jaye.