Soch kar uske

Soch kar uske
Soch kar uske baare me muskrate hai hum,khud ko hi kahani uski sunate hai hum,jab bhi yaad karte hai usko,saari dunia ko us wqt bhul jate hai hum
  

Jan, 28 2012     145 chars (1 sms)     1471 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Hamare Ansoo Poch Kar Wo Muskurate Hai Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hai Hath Unka Chu Jaye Hmare Chehre KoIsi Umeed Main Hum Khud Ko Rulate Hai.
Deewane hai tere naam ke, is baat se inkaar nahi, kaise kahe ki hamein aapse pyar nahi, kuch to kasoor hai aapki nigahon ka, hum akele to gunehgar nahi.
MANA aaj unhe hamara koi khayal nahi, jawab dene ko hum razi he par koi sawal nahi, pucho unke dil se kya hum unke yaar nahi
aansu mein naa dhundhna hame,hum tumhe aankhon mein mil jaayenge,tamanna ho agar milne ki to band aankhon se bhi nazar aaenge.
Tute khwabon ko sajana aata hai,ruthe dil ko manana aata hai,aap humare gam ko dekhkar pareshan na hona,hame to dard me bhi muskurana aata hai.
faasle bahut hai,par itna maan lijite,karib rahkar bhi har koi khas nahi hota,khayalon me itna karib hain ki faaslon ka ehsas hi nahi hota.
Mohabbaton Mein Ajab Hai Dilon Ko Dharka sa.. K Jaane Koon Kahan Raasta Badal Jaaye..
Har Shakhs Ke Pehlu mein ek dil hota hai, Har Dil mein ek dard-e-awaaz hoti hai, Mumkin nahi ki har koi bana de Tajmahal, Par har dil mein ek Mumtaj Hoti hai....
Ek tum hi ho jo hansati ho rulati ho, Dur jane ki baat kar fir pass bulati ho, Kitna nadan ho jata hun tumse milkar Meri aankhon mei jhank phool tum khilati ho
Kismat hum pe ehsaan kar jaaye.saare khwaab haqiqat ho jaaye.na karenge dua,agar jindagi me aap humsafar ban jaaye..
pyar agar maine tumse kiya,to firz hai tumhara tum bhi nibhogi, pyar me agar dhokaaa de sakti ho,to zahar bhi tum hi pilaogiiiii.............
Barson guzar gaye roker nhi dekha,in ankho ko ansu se dhoker nhi dekha,wo kya jane PYAAR kya chiz hai, jisne kbhi kisiko khoker nhi dekha..!