Kisi k dil me basna bura to nahi... kisi ko dil me basana khata to nahi.. gunah hoga Duniya ki nazar me to kya hua.. Kambakht Duniya wale khuda to nahi..,
Apni Ankhon k Samunder Me Utr Jane DeTera Mujrim Hu Muje Doob k Mar Jane De Wada Hai Tum Yad Kiya Kroge Muje Mujse B Jyada Bs 1 Bar Tere Nam Pr Fnah Ho Jane De
Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai, Tanhai main sheher basaaya karta hai, Kaisa paagal shaks hai saari saari raat, Deewaroon ko dard sunaya karta hai, Ro daita hai aap hi apni baatoon par, Aur phir khud ko aap hansaaya karta hai.