Humdum to saath

Humdum to saath
Humdum to saath saath chaltey hain,Rastay to bewafa badaltay hain,Tera chehr hai jabse meri aankhon main,meri aankhon se log jaltey hain
  

Jan, 28 2012     136 chars (1 sms)     1283 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Gulab ka ful hai tu. Dil me sirf basa hai tu. ab kya kahu meri jan. Meri rag rag basa hai tu.
Mohabbat bhi azib si hoti hai.Har lamha unaki kami si hoti hai..Chahte hai unko is kadar hum..Karonch unko lage to takleef hamko hoti he.
Maine Use Pochha Kya Dhop Mein Barish Hoti Hai? Ye Sunkar Wo Hansne Lagi Fir Hanste Hanste Rone Lagi Aur Dhop Mein Baarish Hone Lagi
Dard Bola To Sunaayi Dega Tera Her Ashq Dikhayi Dega Ishq Tujhse Hai Kambakht Mujhe Ab To Brson Ki Judayi Dega Waqt Rukta Nahi Rahon Ke Bich
Hamari Khamoshi Hamari Fitrat Hai, Aapki dosti Hamari Chahat Hai, Yeh Zindagi Jo Itni Khubhasurat Hai, Uski Wajah To Bas Aapki mahobbat Hai.
WAQT JAB DOSTI KI DAASTAN SUNEGA, HUME BHI KOI CHEHRA YAAD AAYEGA, BHUL JAAYENGE JINDAGI KE GAMO KO, JAB TUMHARE SAATH SAATH GUJRA HUA PAL YAAD AAYEGA
Majburi me nhi dil kare yaad karna Rishto se fursat mile yaad karna Hai dua har khusi pao tum fir bhi agar aankhen bhar aaye yaad karna
Dhadkan Hamari Tumse Jo Kahe,Sanso Ko Bhi Uski Khabar Na Lage,Bahut Khubsurat Hai Rishta Humara,Duwa Hai Ise Kisiki Nazar Na Lage.
Tumhe mai pyar kahun yaar kahun ya jane jana,Naam kuch bhi rahe tamana hai tumse mil jana,Jindagi rukati nahi kisike liye chhod apni raahein,Raah pal bhar ko badal kar meri raahein chamaka jana.
Kon tha apna kis pe inayat karte.Hamari to hasrat rahi tum bhi mohabat karte.Us ne samjha hi nahi mujhe kisi kabil.Warna us se pyar nahi us ki ibadat karte
zindagi ko maut se badkar aur kya taufa chaiye agar marne k baad koi meri kabar par phul chada jaye to isse badi dua aur kya chaiye
ek ke baad ek aazmate rahe humko kabhi sapne to kabhi apne rulate rahe humko ek wo hi the jinhe ruthna na aata tha barso gujar gaye aur hum manate rahe unk