Ankhon ko chahay

Ankhon ko chahay
Ankhon ko chahay koi bi manzer dakhai dey. bus ik shaks is main braber dakhai dey woh jitni bi muj say kerey berukhi utna hasseen pehley say bher ker dakhai dey
  

Jan, 31 2012     160 chars (1 sms)     1137 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tarasti Nazaro ne har pal aapka didar manga, Jaise Amavas ne har rat Chand manga, rooth gaya wo Khuda bhi hamse, har dua me Aapka Pyar Manga...
Dosti gunah hai to hone na dena,Dosti khuda hai to khone na dena,,Jab karte ho dosti kisise to....oos dost ko rone na dena...
Hum o nahi jo sailab aye to bahjaye . Gum me aap ko akele chod chale jaye. Hum o h jo khud mit jayenge magar aap k chahre pe ek muskan chod jayenge.
Dil Kartaa Hai K Lipat Jaoun Rooh Ban Kar Terey Jism Sey Sagar_ K Jab TUm SEy Juda Hon To Teri JAAN Hi Nikal Jaye.
Jati nahi aankho se surat teri, Jati nahi dil se mohbbat teri, Mahsus ye hota hai jeene ke liye, Pahle se jyada hai jarurat teri... Jisme teri kami hogi………..
Yah meri talaash ka jurm hai, ya meri wafa ka kasoor hai, jo dil k jitney karib hai, Woh nazar se utne hi door hai..
Sirf Woh Hi Nahi,Sari Duniya Ki Nazar Humse Khafa Hai,Jab Nasib Me Pyaar Likha Hi Nahi Toh Kisse Kahe Ki Woh Bewafa Hai.
agar khushi milti hai unhen maire armaano ka janaja uthane se, mai apne armaano ka aur khoon kar deta hun kya faida inhe bachane se
Mohabbat k sapne dikhate bahut he,woh raaton me humko jagate bahut he,me ankho me kajal lagau to kaise in ankho ko log rulate bahut h..!
Hamare Ansu pochkar wo muskurate he,unki ye Adase wo dil ko churate he,hath unka chhu jay hamare chehre ko,isi ummidme khud ko ham rulate Ha
BHEJ KAR SMS DIL SE YAAD KIYA HAI,FIR NA KEHNA HAME NA YAAD KIYA, NA SHIKWA NA HI KOI BAHANA HOGA, IS SMS KI KASAM APKO "MUSKURANA " HOGA! GUD
Kabhi to ki hogi suraj ne chand se moha at tabhi to chand me daag he,mumkin he chand se hui hongi bewafai ,tabhi to suraj me aag he....