Teri Har Ada

Teri Har Ada
Teri Har Ada Mahabbat Si Lagti Hai Ek Pal Ki Judayi Sadiyoun Se Lagti Hai Pehle Nahin Socha Tha Ab Sochne Laga Hoon Zindagi Ke Har Lamhe Mein Teri Zaroorat Si Lagti Hai
  

Jan, 31 2012     168 chars (2 sms)     3785 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Muskarate hai to bijliya gira dete hai.0baat karte hai to diwana bana dete hai. husan walo ki nazar kam nahi kayamat se aag pani mein wo nazro se laga dete hai.
Ho Ske To Pyar Ka Itebar Kr Ke Dekhna Phir Lafzon Se Iqrar Kr Ke Dekhna Junon Ki Hd Se Aage Nikal Jaige Sirf 1bar Hum Se Izhar Kar Ke Dekhna
AISA NAHI KI AAP YAAD AATE NAHI KHATAA SIRF ITNI HAI KI HUM BATAATE NAHI RISHTA AAPKA ANMOL HAI HAMARE LIYE SAMAJHTE HO AAP ISLIYE HUM JATATE NAHI
Dil se tera khayal na jaye to kya karu? tu hi bata teri yaad aaye to kya karu? hasrat hai ki ek nazar tujhe dubara dekh lu kismat woh lamha na laye to kya karu?
Jakhm ki baat nhi heJane dard Q hota heDhokhe ki baat nhi heJane viswas Q hota heJante hue ki bewafai heNa jane fir bhi pyar Q hota he.
Sirf Gulab Mohabat ka Paigam nhi Hota Chand-Chandni ka Pyar SareAam nhi Hota Pyar Hota hai Mann ki Nirmal Bhawna se vrna Yuhi RADHAKRISHNA ka Naam nahi hota
Hone the khel muqaddar ke ho gaye,hum tuti nau leke samanddar ke ho gaye,khushbu mere haanth ko chhukar chali gai,hum phol sabko baant kar patthar ke ho gaye.
Bade Arman se banwaya hai, ise roshni se sajaya hai, bahut dur se mangwaya hai, zara khidki khol k dekho aapko good night kahne chand bhijwaya hai!
Tum jabse ayiho zindgi me maine jina sikh liya,sapno ko haqiqat mai badalna sikh liya.Tere pyar ka nasha hai jaan,ki maine khudko badal diya
Aaj Se Pehale Usaka Khayal Na Tha, Dil Itana Mazboor Na Tha, Itana Kisika Aitabar Na Tha, Muzako Kisi Se Pyar Na Tha.
Kash wo pal sang bitaye na hote, jinko yaad kar aaj ye aansu aaye na hote, is tarha door jana hi tha, to itni gehrayi se dil me samaye na hote
Tu yad bahut aya hr sham k bad Kabi agaaz se pehle to kabi anjaam k badIs dubte suraj ki kasamIs Dil Pe koi naam nhi likha tere naam k bad.