Yuhin hi sapno

Yuhin hi sapno
Yuhin hi sapno se Dil ko lagaya karo, Kisi k khwaabon me aya jaya karo, Jab bhi Dil kahe ki koi tumhe bhi manaye, Bas hame yaad kar k ruth jaya karo.
  

Jan, 31 2012     149 chars (1 sms)     1129 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

darte hai aag se kahi jal na jaye darte hai khwab se kahin toot na jaye lekin sabse zyada darte hai aapse kahin aap hume bhool na jaye
Dil chahe unhe dekhna, To aankhon ka kya kasoor, Har pal mehsoos ho unki khushboo, To saansoo ka kya kasoor.
tere husn ko shabdon mein kaid kar raha hoon jo rahe nakaam woh koshish kar raha hoon, amber pe hain lakhon tare chamakte ek ko is zameen par chamkane ki koshish kar raha hoon
Rulana har kisi ko ata hai,Hasana kisi-2 ko ata hai,Rula k jo mana le wo sachha yaar hai Aur jo rula k khudh bhi aansu bahaye wo tumhara pyar hai..
Tanhai Ka Unhone Manzar Nhi Dekha Afsos Ki Mere Dil Ke Andar Nhi Dekha Dil Tutne Ka Dard Wo Kya Jaane Wo Lamha Unhone Kabhi Ji Kar Nhi Dekha
Chehrey Per Banawat Ka Gussa, Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai, Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.
Sham dhali, raat aayi Dil dhadka - Fir Tumhari yaad aayi. Aankho ne mehsus kiya us hawa ko - jo tumhe chukar hamare pass aayi.
Yaad Karta Hoon Tumhe Yaad Aati Hi Nai Kaise Aayae Woh Cheez Jo Jaati Hi Nahi
PEENE KI ADAT PILANE KI AADAT, NAJRON SE NAINE MILANE KI AADAT, NAINE MILAYE BHI TAU KAISE, UNHE HAI NAINE JHUKANE KI AADAT.
Aadat hai teri yaad aane kiIn ankhoko teri ek zalak pane ki Hamari to tamanna hai apko pane ki Par shayad apki aadat hai hame tadpane KI
Dekho awaz dekar pas hame paoge,aoge tanha par tanha n jaoge,dur rehkar b tumhi pe nazar he meri,Hatho se tham lenge jab b thokar khaoge..
Mere mehbub Chale aao hum tume yad karte hai, Ye wo gunah hai jo hum baar-baar karte hai,Jalaake dilme hasrato ke chirag Aapke aane ka behad intezar karte hai