Koi gila, koi

Koi gila, koi
Koi gila, koi shikwa na rahe aapse, yeh aarzoo hai ki silsila rahe aapse, bas is baat ki badi umeed hai aapse, khafa na hona agar hum khafa rehein aapse
  

Jan, 31 2012     152 chars (1 sms)     1197 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Hamare chahne wale yahi gila karte hain ,ki hum unse kam mila karte hain, lekin woh nadaan kya jane ki sitare door se hi roshni diya karte hain
hum jiske kadmon mein phool bichana chahte hain.. woh to humein apne raaste ka kaanta maante hain... hum unse shikaayat karte jaate hain..... woh apne har sitam ko wafaa ki chaadar pehnaate hain......
Her baat ka matlab inkaar nahi hota her jaghah pe beithna intizaar nahi hota yun to milti hain hazaroon se nazrein Her nazar ka matlab Pyaar nahi hota
Roz hota hai tar'ruf mera teri yadon se Chalakta hai noor tera meri ankhonse Tadap raha hun main aur ab Intezar nahi hota ab meri Sason se
Rukwa Dena Mera Janaza Galib Jab Unka Ghar Aye SHAYAD Wo Jhak Le Khidki Se Aur Mera Dil Dhadak Jaye
Umra ki rah me insan badal jate hai, waqt ki aandhi me tufan badal jate hai, socha tumhe itna yaad na karu, lekin aankh band karte hi irade badal jate hai...
Lekin rukh badalthi hawa tufaan saath layegi Judai ke baad ka yeh Milan hamare pyar ki sachaiye batyegi
Zindagi mein sada muskurate raho Muskurana zindagi ki jarurat hai Zindagi jiyo is andaz mein ke tumhe dekhkar lage zindagi kitni khoobsurat hai !
Ehsas Hoga 1Din Meri Zafa Ka Rula Dega Tume 1Din Khyal Meri Wafa KaInsaano Jesa B Suluk Na_Kia Mujse Hum To Dete Rhe Tume Darza Khuda Ka
Poocho na us kaagaz se, jis per hum dil ke bayaan likhte hain, tanhaayion mein beeti baatein tamaam likhte hain, woh kalam bhi dewani ho gayi, jis se hum tumhaara naam likhte hain.....
Kuch bikhre sapne aur ankho me nami hai.ek chota sa aasman aur umido ki jami hai.Yu to bahut kuch hai zindgi me sirf jinhe chahte hai unki kami hai.
Kahi andhera toh kahi shaam hogi,Meri har khushi tere naam hogi,Kuch mang ke toh dekho hamse, Honthon pe hansi aur hatheli pe jaan hogi..