Khushiyan ho itni

Khushiyan ho itni
Khushiyan ho itni ki aansu jam jaye Lamhe hoitne ki hansi ka waqt tham jaye Dosti nibhaye koi is tarah Ki saath gujre har pal zindgi ban JAYE..
  

Jan, 28 2012     143 chars (1 sms)     1584 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Zindagi se bas yehi gila hain,Khushi ke baadh, kyu gham mila hain,Lena hi tha kararr to bol hi dete,Har saas zindagi ke naam kar dete
NA KOI KISI KE PAAS HOTA HAI , NA KOI KISI KE DUR HOTA HAI, PYAAR KHUD HI CHALKAR AATA HAI, JAB KOI KISI KE NASIB ME HOTA HAI.
Dur hi sahi kinara to hai,tim-timata hi sahi sitara to hai, ho jati hai,tumari yaad se hi tassali, tinka hi sahi sahara to hai..
Chand tare jami pe lane ki zid thi, hume unko apna banane ki zid thi, achha hua wo pehle hi ho gaye bewafa , warna unhe pane ko zamana jalane ki zid thi.
Na mehfil me Na viraane me Rakhi hai apki tasvir Dil k teh-khane me Dil ki gehrayiose Sazda dil bar-barkrta hai Tum kya jaanoye dil Tume kitna pyar krta hai
Tumhare Saath Bitaye Gaye Lamhe To Hamesha Yaad Aayenge, Jab Bhi Dekhenge Tasveer Tumhari, Aankon Mein Aansu Bhar Aayenge, Ek Baat Aaj Dil Se Kehte Hai Sanam, Kabhie Kisi Haal Mein Tumko Na Bhul Payenge..
Palak jhuka k salam karte hai,Is DIL ki dua aapke naam karte hai,Kabul ho to muskura dena,Aapki muskrahat pr ham jaan nisar karte hai..
Bhejkar Sms dil se yad kiya, Fir na kehna apko yad na kiya, Ab na koi bahana hoga, Dekhkar hamara msg apko muskurana hi hoga.
Har Kadam Hotho Par Aapki Hasi Ho, Har Pal Dil Me Aapki Khushi Ho Sitare Bhi Zami Par Akar Aapko Gher Le, Aisi CHAND ki Tarah Chamkati Aapki Zindagi Ho.
Aankho se dur tumhe kar nahi paye,bahot koshish ki par bhula nahi paye,sath bitaye sare pal roz yad aaye,kash wo sare din wapas laut aaye
Manzile bahut he afsane bahut he Rahe zindagi me imtehan ane bahut he Mat kar gila uska jo na mila tujhe is duniya me jineke bhane bahut hai
Woh inkar karte hain ikrar ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale, Ankhein band karte hain didar ke liye.