Dhokha na dena tujhpe aitbaar bahut hai, ye dil teri chahat ka talbgaar bahut hai, teri surat na dekhe to dikhai kuch nahi deta, hum kya kare ki tujhse hume pyaar bahut hai
Umra ki rah me insan badal jate hai, waqt ki aandhi me tufan badal jate hai, socha tumhe itna yaad na karu, lekin aankh band karte hi irade badal jate hai...