ISHQ KARNEWALE

ISHQ KARNEWALE
ISHQ KARNEWALE KO DIWANA KEH DIYA, SHAMA PAR JALNE WALE KO PARWANA KEH DIYA, MOHABAT KO DAFNAYA PATTHAR K NICHE AUR LOGO NE USE TAJMAHAL KEH DIYA..
  

Jan, 31 2012     147 chars (1 sms)     1180 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin duniya samajh rahi hai mohabbat usse nahin. lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main kafi dinon se mujh se shikayet usse
Kabhi to ki hogi suraj ne chand se moha at tabhi to chand me daag he,mumkin he chand se hui hongi bewafai ,tabhi to suraj me aag he....
Mene kab chaha wo zindagi mere nam kare Bus muje chahe itna sa mera kam kare Har roz kuch lamhe muje socha kare Kab kaha muje yad suba sham kare
Titliyan phoolon par mandrati hongi bhavaron ka mann lubhati hongi hum bhi yad karte hain aapko...... 'HICHKIYAAN' to aap ko bhi aati hongi.
Her Aik K liye Na Khula Rakh Esay Ye Dil Hay Esay Bazaar Mut Bana
Sehmi si nigaho me khwab hum jaga denge Suni si raho me phool hum bicha denge Hamare sang muskura kar to dhekiye Hum aapki zindagi ke sarey ghum bhula denge!
Har phool ki ajab kahani hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai, lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai.
Mujh se har bar woh apni nazrien chura laita hay..may ne kaghaz par bhi bana kar dekhy hay ankhien
Meri mohabbat ki saza bemissal di usne udaas rehne ki aadat daal di usne Maine jab b apna bnaana chaha usko Baato-2 me baat hi taal di usne.
dekhi jo nabz meri to kuch soch kar kalam uthai aur ishq ka bemar bana diya may kurban kyon na jao is tabib par jis nay nuskhe may sarbate dedar likh diya
Hazaro ki ginti to hame nahi aati,par khayal kuch aisa hai,ke ret ka har zarra agar nayab hira ban jaye,to tohfe me aapko registan dene ki khwaish rakhte hai.
Tujhe Dekhna Chahta Hoon Har Pal Shayad Tujhe Bahaut Pyar Karta Hoon Kal Tak To Tujhe Jaanta Bhi Na Tha Aaj Tera INtezaar Karta Hoon..