Kya kahoon aapse

Kya kahoon aapse
Kya kahoon aapse kitni umeeden thi Aap kya badle duniya badal si gayi, Aasra de ke dil tod te hain mera Is tarah sataane se kya faaida,
  

Jan, 31 2012     135 chars (1 sms)     1521 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aankho se aasuo ki rafakat nhi hoti,ek yaad hai uski rukhsat nahi hoti,Jo bhule tum bhi use bhula do,wo mohabat to fir mohabat nahi hoti
'Betab Tamannao Ki Kasak Rahne Do Manzil Ko Pane Ki Jhalak Rahne Do Aap Bhale Hi Raho Dur Nazro S Par Bandh Palko M Apni Jalak Rehne do
Hum tanhaa hue to kya hua; teri yaad se dil behlaayenge tere mehboob nahi to kya hua tere aashiq zarur kehlaayenge
Mithi Mithi Yaado Ko Palko Me saja Lena,saath Gujre Palo Ko DiL Me Basa Lena.Nazar Na Aau Haqikat Me Agar,To Muskura K Muje sapno Me Bula lena...
main akela kaha tera wajood ka saya sath hai.jawan raat mein chand chandni ke sath hai.Duriya kaha dur kar pati hai hume. sapno mein hi sahi tere hathon mein haath hai.
Kyo apki khamoshi hume khamosh kar jati hai...kyo apki udasi hume udas kar jati hai..kya rishta hai apka or humara..Jo apki yad hume har pal aati hai..
Ye Ibadat Bada Sila Degi;Gulab Ki Tarha Apke Chehre Ko Khila Degi;Na Chodna Kabhi Mohbat Ki Ibadat Ko,Mohbat Khud Tumhe Mohabbat Se Milayegi
Taraste the jo milne ko kabhi,Aaj wo kyon mere saaye se katrate hain!Hum bhi wahi dil bhi wahi,Na jane kyon log badal jate hai !!!
Kahan se aati hai yeh Hichkiya... kaun Fariyad karta hai...Upar wala use Hamesha Salamat rakhe...Jo HUME dur rehkar bhi yaad karta hai.
Tod Do Kasam Agar Khayi-Hai;Kabhi-Yaad Kar Lene Me Kya Burayi-Hai;Yaad Aapko Bina Kiye Raha Bhi To Nahi Jata,DiLMe Jagah Apne Aisi Banai Hai
Betaab tamanao ki kasak rehti hai,manzil ko paane ki tadap rehti hai,hum zaroor nazron se dur ho,par hamari band aankhon me dost aapki jhalak rehti hai..
Todoge aur kitne dil janaab,Har dil mein khuda basta hai mere yaar,Jab jaaoge khuda k paas,Kyon toda ghar unka,Kya doge iska jawaab??