Gam nahi waha jaha ho fasanaaapka, Khushiya dhundti rahe aashiyana aapka, Wo waqt hi na aaye jab aap udas ho, Ye duniya bhula na sake "MUSKURANA" aapka...
Hajaro ke sath rehte he hm Khusi me aur gm me yuni Khilte h hm, jese khilta h gulab,Tamana yahi h k hme b kabi yad karlena aap,kya pata kb murjha jaye ye hm.
Hame ab nind ki talab nhi rahi,Ab rato ko jagna acha lagta hai.Muje nahi malum ki wo meri kismat hai k nahi,magar use khuda se magna achcha lagta hai..