TERE INTEZAAR ME

TERE INTEZAAR ME
TERE INTEZAAR ME YE AANKHEN AB TAK SOTI NAHI, EK AARSE SE YE JAAGI HAI SOYI NAHI, TUMSE BAS DIL KI BAAT KEHNI HAI, KI TUMSE ACCHA KOI NAHI.
  

Feb, 01 2012     139 chars (1 sms)     1486 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ek naam kya likha tera saahil ki ret par,Phir umar bhar hawaon se meri dushmani rahi.
ArZo0 HaY TumHAin Do0R Se DekHNay KI, MAgEr PasS NaHi AaNa ChAhTa, TaMaNnA NaHi tuMHain PANAy ki, MAgeR KhoNA BhI NAHi CHAhTa…
Tanha hain yeh dil, tanha hain hum, tere bina kuch adhoore adhoore se hain hum, aa jao ab lautkar tum, tanhai ke ashk peekar jee rahe hain hum.
Agar apki dunia asman heTo dost apke sitare honge Unn sitaro me hume na dhundna Q ki apki tamanna puri karnewale Hum tut te taare honge.
Dil si cheez hai, dene ko hai de day Magar koi qabeel bhi to ho Hum to jaan de kay bhi khush hain Magar koi qateel bhi to ho
Teri hr ada mohbbat si lagti he1 pal ki bi judai muddat si lgti hePehle nhi socha tha ab sochne lge he Jindgi me hr pal teri jarurat silgti he
kabhi to mera Bhi khwab pura ho ga... Kabhi to mujhey bhi lakhoon piyaar karney waley ho gey... Yeh khwab na mumkin hi sahe per dil main ek umeed hai... Yeh khwab kabhi tu pura ho ga........
Loot na jaye koi khushi apki, Bahot achhi lagti he hansi apki, Muskan se bhri ho zindgi apki, Mere dil me a dost yade basi Hai aapki...
Mana k aaj hum akele reh gaye,Judai k aanshu ankhon se bah gaye,Rote huwe ko kon chup karayega,Jo chup karate the woh hi rone ko keh gaye...
Tumhari yaadon ke sahare zinda hai hum, Tumhe dekhne ki chahat,Dil me rakhte hai hum, Ab untezaar hai to sirf tumhare aane ka, Warna kabse jeena chor chuke the hum....
Ae palak tu band hoja,khawabo me unki surat to najar aayegh, intjar to subah suru hoga.. Kam se kam raat to kHUSHI me kat jayegi....
Dil ke arman ko dil me sula nadena.Apni khubsurat ankhon ko rulana dena.. Kal kisne dekha hai.. Akhir hum na rahe tho hume bhula nadena.