TANHAYION SE NAHI

TANHAYION SE NAHI
TANHAYION SE NAHI HUM MEHFIL SE DARTE HAI, DUNIYA SE NAHI HUM KHUD SE DARTE HAI, YU TO BAHUT KUCH KHOYA HAI HUMNE, NA JAANE TUMHE KHONE SE DARTE HAI.
  

Feb, 01 2012     149 chars (1 sms)     1164 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aaj kuch bat kr raha he dil Shayad koi fariyad kr raha he dil Chupke se keh diya dhadkan ne Wo tum ho jise yaad kr raha he Dil
Tujh Ko Apni Jaan Ka Salam Likhenge Dil Ki Kitab Me Arman Likhenge Kash Hm Ko Mil Jaye Asman Ki Hukumat Sitaro ki Jgah Pr Tera Naam Likhe
Sab samajhte hai ki hum magroor the.Par sach me sirf hum hi majboor the.Nahi jaante ki wo meri thi ya nahi,Par ye jaante hai k hum uske zarur the
Hme apne rishte ka hisab nahi ata, apka palat kar koi jawab nahi ata, hm to apki yad me sote tak nahi, or apko sokar b hamara khwab nahi ata
Zindagi se bas yehi gila hain,Khushi ke baadh, kyu gham mila hain,Lena hi tha kararr to bol hi dete,Har saas zindagi ke naam kar dete
Ye pyari nigahein yaad rahengi, milkar na milne ki ada yaad rahegi, mumkin nahi ki main tumhe bhula dun, aur umar bhar tumhe bhi meri yaad rahegi.
HASEEN paln ko phir se aabad kar rahe the,aasman se apki bat kar rahe the,dil ko bada sukun hua jankar,jab hawao ne kaha aap bhi hame bhut yaad kar rahe the..
Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai,ki har zarre ne mujhe tumse milaane ki saazish ki hai,MAine kAbhi Apni chAAhAt ki nuMAAish nAhi ki,FiR bhi hAR shAks ne RAb se MeRi siFAARish ki hAi...
Mushkil nahi hai Ishq ladana ,Us se bhi aasan nahi hai uska A Pyar pana ,phir bhi darte hai hum pyar karne se ,kyonki sabse mushkil hai usko bhulana
HUM DARD BHARE IS SAGAR MAIN, TINKE KI TARAH BEH JAYENGE, BEHTE HAMEIN WOH DEKHNGE, JO LOG YAHAN REH JAYENGE.....
Main Tera Dil Ban Ke Chalonga Tera Saaya Ban Kar Rahonga Naa Mil Payi Is Zindagi Main Kabhi Lekin Har Modh Tere Saath Chalonga
Lehro se milkar na wo beh sake na hum! Ek duje k dil me na wo reh sake na hum! Jeet lete aasma ek din lekin palko ki khamoshi ko honton se na wo keh sake na hum!