Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho, jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho, to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai. Happy Eid Day
May Allah bring you joy, happiness, peace and prosperity on this blessed occasion. Wishing you and your family on this happy occasion of Eid! Eid Mubarak!
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani, Karde maaf hum logo ki sare Naformani, Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada, Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada. Sabko EID MUBARAK
Isse pehle k EID ki sham ho jaye,Mubarkbad ka silsila aam ho jaye,Bheed mein shamil hamara bhi naam ho jaye,Kyon na EID ka abhi se SALAM ho jaye.HAPPY EId