Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho, jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho, to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai. Happy Eid Day
Mili hai bahut saza unse dil lagane kinazar laggayi hamare pyar ko zamane kiqabar se nikle dono haath kehte hai Arzu reh gayi unhe gale lagane ki.EID MUBARAK.
Sada haste raho jaise haste hain phool, Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool, Charo taraf phalao khushion ka geet, Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID.
BE ZABANO KO "WOH"ZABAN DETA HE PADHNE KO PHIR "WOH"QURAN DETA HE, BAKSHNE PE AAYE JAB" WOH"UMMAT KE GUNAHO KO TOH, TOHFE ME GUNAHGARO KO "RAMZAAN" DETA HAI.
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani, Karde maaf hum logo ki sare Naformani, Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada, Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada. Sabko EID MUBARAK