namaskar! jaago baalak. suryoday ho chuka hai. snaan poorn karke, pavitra hokar, maata Pita k charan chhukar, sundar sundar BAALIKAO k darshan par nikal pado
Maine Apko Phone Kiya To Network Bola, Namaskar Pagal Ki Duniya Me Aapka Swagat Hai, Aap Jis Pagal Se Iss Waqt Baat Karna Chahte Hain, Uska DIMAAG SWITCH OFF HAI.
Roses are red, violets are blue, sugar is sweet, and so are you. But the roses are wilting, the violets are dead, the sugar bowl's empty and so is your head.
In Eng: GOOD NIGHT In desi: SHUBH RATRI In urdu: SHABBA KHAIR In kannad: YARA NADI In Telgu: PANDANKO PO Apun ki style:- . . . . . . . . CHAL LUDAK LE......
SmS-Ke-5 Fayde1-Mobile ko junk nahi lagta2-Time Pass hota hai 3-Jise SmS karo wo khush Hota hai 4-Contact Bana Rahta hai 5-Koi apko Kanjus Nahi Kahta hai
main jaanta hoon kee yeh khawaab zhuthe hain aur, yeh kusheeyaan adhuree hai, magar zindaa rahane ke leeye mere dost, kuchch galatphamiyan zaruree hain.