Ek aadmi ki wife ka rang kaala thha, ek din vo peeli saree pehenke apne pathi se puchi, main kaisi lag rahi hoon? hus:Jaise koyla ki factory mein aag lagi ho.
Mom: Beti badi ho kar kya karogi? Beti: Kuch nahin... Maan banungi, padhungi, shaadi karungi... aur kya? Mom: Jo karna hai karo par zara serial order mein karna.
A Policeman asks his Son: Ithne Kam marks kyun laaye hoAaj se tera khelna, tv dekhna, bahar jaana sab bandhSon: Yelo 50 rupai......baath ko yahin katham karo