Operation ke baad patient bola: "Doctor saahab, Kyaa ab main aap logo se mukt hun..?" Uttar mila: "Beta,Doctor to neeche reh gaye, Main to Chitragupt hun..!!
Girl:m tumhry lye sub kuch chor du gi Boy: ma baap Girl:Yes Boy: khana penna Girl: Yes Boy: sari dunya Girl: Yes Boy:Star Plus Girl: apna mou sanbhal k bat kro
Ek aadmi cycle se jaa raha tha. Raaste me usne ekd ladki ko cycle maar di. Ladki : Ghanti nahi maari jaati kya Aadmi : Puri cycle maar di, ab kya ghanti alag se maaru.
Aik admi apni biwi ko dafna kay ghar ja raha tha kay achanak bijli chamki, badal garje, jor se baarish shuru hui dukhi aadmi bola: Lagta hai pahunch gai
Salesman tension me tha. DEALER-Kya hua? S.MAN-Mai 6 months tour pe tha, biwi Pregnant ho gai DLR-Ab pata chala bina order k maal aye to kaisa lagta hai..
MunnaBhai: Yaar yeh kutte poonch kyon hilate hain? Bole to dog tail shaking WHY? Circuit: Common sense Bhai! Ab poonch kutte ko to nahin hila sakti hai na.
Young girl goes 2 Dr wth mom. Girl-Medicl check up karana hai. Dr-sare kapde utar ke parde ke piche let jao. Girl-mera nai,mummy ka. Dr-Mataji aap jibh dikhaiye