Santa Ne Bantase pucha:Tum postpaid ke bajay prepaid ko kyun use karte ho? Banta:Ppme bahut fayda hai, Isme cal honeke bad bil badhne ke bajay cum ho jata hai.
Husband:Darling!kahi saal pehle tumara figure bilkul 'Coke' ki bottel ki tara tha.Wife:Woh tho ab bhi hai ! bas pehle bottel 300ml ki thi ab 1.5ltr ki hai…
Tum chandar mukhi main sooraj mukhi..Main tum say dukhi tum mujh say dukhi..Tum chut per jao aur chalang lagao...Phir main bhe sukhi aur tum bhe sukhi..!
Patni: Suno ji, Aapko Mujme Sabse Jayada kaya Acha Lagta hai, Meri Beauty ya Meri Akalmandi? Pati: Muje to yeh teri Majak karne ki Aadat Sabse achhi lagti hai..