Jo hamesha hasta

Jo hamesha hasta
Jo hamesha hasta raheta hai usko..HUSMUKH kahte hai, Aur jiska hasna hi bilkul bandh ho gaya hai usse kya kehte hai?HUSBAND
  

Jan, 17 2012     123 chars (1 sms)     1326 views       Jokes > Hindi Jokes

more Hindi Jokes SMS Messages

Santa Ne Bantase pucha:Tum postpaid ke bajay prepaid ko kyun use karte ho? Banta:Ppme bahut fayda hai, Isme cal honeke bad bil badhne ke bajay cum ho jata hai.
PRINCIPAL :Agar koi ladka girls hostel mein gaya toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500. MUNNA BHAI :Boley to Monthly paas ka kya lega Mamu
Son: Dad idhar aa.. MotheAise nahi boltey beta... Daddy ko izzat ke saath bulate hain... Son: DAD izzat se idher aa..
Sir, kal raat Qaidiyo ne jail me Ramayan ki thi! Jailor : Isme itne hairan kyo ho? Sir,Hanuman bna Qaidi abhi tak sanjivni leker lauta nahi!
Ek SHARABI SADHU se TAKRA Gaya.. SADHU Gusse Me:-Ae Murkh, Main Tujhe SHRAAP Deta Hu. SHARABI:-Rukiye Maharaj! Main GILAAS Lekar Aata hu..
SHADI KARNE KE LIYE SARDAAR NE SABSE CHOTI LADKI CHUNI... KARAN PATA KARNE GAYE TO PATA CHALA SARDAR JI NE KAHA KI MUSIBAT JITNI CHOTTI HO UTNA ACCHA.
TEACHER:- Kabir ka koi doha sunaoo.?LITTLE MARWADI:-"Kabir saloo bewkoof, Doha diyo banaye, Khud to saloo Khisak gayoo, Mhane diyo fassaye."
Two snakes sitting in the jungle, Female snake tried to kiss the male snake, Suddenly male snake turned and started singing ‘zehar hai ki pyar hai tera chumma’!
Jija: Sali ji, aapke yahan ki sabse mash-hoor cheez kaunsi hai? Sali: Jija ji, jo mash-hoor thi, usey to aap le gaye!
Papu- Papa!Humare Rastrapati Kon haiPapa-Gadha,Murakh gober itna nahi janta ja anderse G.K Ki Book le ke aa..fir batata hun
Pati patni ki jabardast ladai ke baad patni bhagwan se boli AGAR YE GALAT HAI TO INKO UTHA LO,agar main galat hoon to muje VIDHVA Bana do
Boy: Darling Humare Pyaar k bare me kisi ko mat batana, Girl: Priya ko to zaroor bataungi,kehti thi kon pagal hoga jo tujhse Pyaar krega!