Salesman tension me tha. DEALER-Kya hua? S.MAN-Mai 6 months tour pe tha, biwi Pregnant ho gai DLR-Ab pata chala bina order k maal aye to kaisa lagta hai..
Ek aadmi cycle se jaa raha tha. Raaste me usne ekd ladki ko cycle maar di. Ladki : Ghanti nahi maari jaati kya Aadmi : Puri cycle maar di, ab kya ghanti alag se maaru.
MUNNA BHAI : Mamu, apun bachpan mein dus maley ke building se gir gaya tha. MAMU : Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya? MUNNA BHAI : Yaad nehin hai yaar. Bahut purane baat hai.
Heights of laziness: Boy-Papa 1glass pani dedo. Papa-Khudlelo. Beta-Plz dedo. Papa-Ab manga to thappad dunga. Beta-Jab thapad dene aaoge to pani lete aana.
ek Aadmi dusre admi ko peet raha tha Aur khud jor jor se ro raha tha. jab logo ne usse pucha ki tum kyo ro raheho to usne kha- jab mai ise chodunga to ye bhi mujhe ise trah pitega.