Me train k khidki se jhak raha tha tabi woh mere samne ayi,ankonse anken takrai,Dilme hui hulchl,Jan hateli pr ayi Tabhi woh muskurai aur boli CHAI CHAI
Puri botal na sahi,Ek jaam to ho jaye,Milna na sahi dua salam to ho jaye,Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..
Kyu har bar mausam ki tarha badal jate ho har naye din humara dil dukhate ho ye bat sunkar humari rooh tak kaanp gai. K aap bartan dhone wale sabun se nahate ho.