Woh choom lain aik bar to aati nahi neend, unki awaz suntay suntay raat jati hai beet, is liye kehte hoon yeh risk na uthao, . "MORTIEN JALAO MACHAR BHAGAO"
Dosti ka hr frz hum jante hai, tumhare har dard ki dava hum jante hain. Humein bhulne ki kabhi koshish bhi mat karna kyunki hum gala dabana bhi jante hain
Aap itna yaad na karo hum ko, kahi hum chheenko se pareshan na ho jaye. Yaad to hum bhi aapko bahut karte hain, Par darte hain, ke kahi aapko zukaam na ho jaye