Tute hue khandar

Tute hue khandar
Tute hue khandar ka hissa bana gayi, ghar ko kabad khane ka dibba bana gayi, nikah ke 3 mahine hi guzre the, na jane kis hisab se abba bana gayi.
  

Jan, 23 2012     145 chars (1 sms)     1646 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Pehle Zindgi Cheen Li Mujhse,Ab wo Meri Maut Ka Bhi Faida Uthate Hai,Meri Kabr Par Phool Chadhane Ke Bahane wo Kisi Aurse Milne Jate Hai
Arz Kiya hai : Inki gaaliyon ke chakkar kaat kat kar kutte hamare yaar ho gaye Wo to hamare ho na sake hum kutto ke SARDAAR ho gaye.
Agar aap barsaat ka mazaa chaho to,In aankhon me aake baso,Kyuki barsaat to barso me barasti he,Aur ye aankhen to barso se barasti hai
Taraste Hue Uske Hatho Ne Teri Kalai Ko Chhua Hai,Jaise Uski Har Saans Puch Rahi Ho....Bhaiya Time Kya Hua Hai?
Tumhare samne hain itney items kabhi hame bhi pick karo... Hamare pyar ke ICON pe kabhi to tum DOUBLE-CLICK karo...
Mere ankhon ko sapney phir dikha gaya koe,bujhti sason ma mehak phir jaga gaya koe, kia ye sach much pyar hai, ya ullo phir se bana gaya koe.
Dared dil mein gam ki kaliyan khilti hai, Ab to tanhaiya aakar humse milti hai, Aapne bandh kiya jabse sms karma, Mobile ki battery jyada chalti hai.
Jab hum roya karege.Teri yad ko dhoya karege. Jab hum peya karege.Teri yad me jeya karege. Agr hum mar gaye to yamraj ka mobile lek tumhe sms kiya karenge
Yadd Karte hai tumhe tanhai mein, dil dooba hai gamo ki gehrai mein, hamein mat dhoonndho duniya ki bhid mein, hum milenge tumhe phir kisi, free SMS ki scheme mein.
Dhire Dhire apna bana gaya koi. Pyar k suhanE sapne dikha gaya koi. Ay ALLAH! Yeh pyar hi he. Ya.. Phir se "CHUNA"laga gaya koi.
Jaani...Jalti ko Aag kahte hai, kobra ko Naag kahte hai, Garden ko Baag kahte hai, Aur Aap mein jo missing hai Janeman usko Dimaag kahte hain.
Dekha unhone hume jab apni tirchi nazron se Hum to madhosh hi ho gaye, Jab pata chala ke nazrein hi tirchi hai, Hum to behosh hi ho gaye!