Log ishq karte hai bade shor ke saath, Humne bhi kiya tha bade zor ke saath, Magar ab karenge zaar gaur ke saath, Kyunki kal dekha tha use kisi aur ke saath
Maine tumhe dekha, tumhe follow kiya Tumne mere dil mein jalaaya pyaar ka diya Par tumhare bhaiyya se mera pad gaya paala Par tumhare bhaiyya se mera pad gaya paala Mujhe usne Clinic All Clear se Dho daala