sitaroon se aagy

sitaroon se aagy
sitaroon se aagy jahan aur bhi hein abhi muhabat k imthan aur bhi hein tum hi nehi jalaty mere dil ko university mein larkyan aur bhi hein
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     983 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Teri pyaari surat pe dil harun,Teri har jaroorat pe jaan varun,Jab bhi sochoon teri harkatoon ke bare mein toh,Dil kare tere kaan ke neeche do marun.
Pyar to hamko bhi karna tha, lekin baat khas hui nahi, tajmahal to hamko bhi banwana tha, lekin afsoss ki loan pass hui nahi…..!!!
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir usse zoo ka khayal aaya hoga…
Tuje pane k liye kuch b Kar Sakta Hu Tere pyar me ji aur Mar Sakta Hu Fir b tu na mili to gam nai Ye FORMULA me DUSRI pe b try Kar Sakta Hu.
Tum apun ko itna sms karta hai..Apun ko reply karneko majbur karta hai..Kya iske peeche koi plan hai..Ya auro ki tarah tum bhi apun ka fan hai..
Puri botal na sahi,Ek jaam to ho jaye,Milna na sahi dua salam to ho jaye,Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..
Awaz mein mithas hai..Soorat bhi khaas hai..Khuda ne bas thoda sa SCREW dhila chod diya varna......ITEM to tu jhakkas hai !! ;-)
Jis mehfil mein hum khade ho jaaye waha Haritik bhi jhukta hai Kaho Na Pyaar Hai Kya mooh dukhta hai
Baithe tere khyalo me kore kagaj par likh dala tera naam .. tasweer bhi utar dali... aur likha hai paigam.. jinda pakadne wale ko 500 ka inam....
Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,Gam ke sagar me is kadar kho gayi hai,Tum kar do EK SMS yeh guzarish hai meri,Tumare SMS ki aadat si ho gayi hai
Chandni raat thi, main so rahi thi Phir kisi ne darwaza khutkhataya Maine soncha mera dil aaya Darwaza khol ker dekha to bijli ka bill aaaya
Dekha unhone hume jab apni tirchi nazron se Hum to madhosh hi ho gaye, Jab pata chala ke nazrein hi tirchi hai, Hum to behosh hi ho gaye!