Mere ankhon ko

Mere ankhon ko
Mere ankhon ko sapney phir dikha gaya koe,bujhti sason ma mehak phir jaga gaya koe, kia ye sach much pyar hai, ya ullo phir se bana gaya koe.
  

Jan, 23 2012     141 chars (1 sms)     898 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir usse zoo ka khayal aaya hoga…
Tum door sahi, majboor sahi, par yaar tumhari aati hai, tum ssans wahan lete ho, par badbu yahan tak aati hai!!!
Jin mein basi jaanki,rum mein base Ram ,WHISKY mein baseWHISHNU, BEER mein VEER HANUMAN,kis kis ka tyag karen, Har bottle mein BHAGWAAN
Na 'Sachhai' badi hai,Na 'Khuddari' badi hai,Na 'Bhalai' badi hai,Na 'Imandari' badi hai.Bada woh hai jiske ghar ke bahar Mercedes Benz khadi hai.
Na Dil Ki Baazi,Na Dil Ka Sauda Agar De Dete Who Hame Waqt Thoda Na Aati Aaj Ye Nobat Aur Koi Na Puchta Ki SIR"WATER" ya SODA
Aansu tere nikle to ankhe meri ho,dil tera dhadke to dhadkan meri ho, rab kare hamari dosti itni gehri ho k jute tuje pade aur galti meri ho
Hum aap ko itna yaad kartey hain jitna aap hame yaad kartey hain. Farq sirf itna hai ke hum yaad karke SMS kartey hain aap SMS parh kar Yaad kartey hain.
Wo Maza..Na takht me..Na taj me.. Na poori diniya ke raj me. Na sur me na saaz me, Na kuber ke khazaneme... Jo maza hai woh subah uthkar fir so jane m..!
DIN KE UJALE ME REL POWER NE ANDHERA DIKHAYA.PAPA KA SAPNA DONO NE MILKAR MITTI ME MILAYA.7.5LAC CR GAWA KAR LOGO NE SOCHA,KASH YE PAISA LIC ME LAGAYA HOTA
Bhul Se Agar Koi Bhul Hui Ho to , Bhul Samajh Ke Bhul Jana Areeeee Bhulana Sirf bhul Ko, Bhulkar Bhi Hame Na Bhul Jana.
Apne sasur ka dulaara hoon main, apni biwi ko bhi pyara hoon main filhaal toh yeh sab sapne hain, kyunki abhi tak kunwara hoon main !
khoobsoorti to hai karigari khuda ki, tarif sunkar haseenayen kyon hojati hain badguman ?