Hum tum dono

Hum tum dono
Hum tum dono jab mil jayenge, Ek naya itihaas banayenge, Aur agar hum naa mil paaye toh, Kisi aur ke itihaas ko padh lenge.
  

Jan, 23 2012     123 chars (1 sms)     1696 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Zindgi mein agar kuch karna hai to kuch aisa kar jao, ki har gali se tum guzro to har ghar se ek hi aawaj aaye. "PAPA aa gaye,PAPA aa gaye.
Pyar to hamko bhi karna tha, lekin baat khas hui nahi, tajmahal to hamko bhi banwana tha, lekin afsoss ki loan pass hui nahi…..!!!
Aaj vo humse jannat mein takra gaye Aaj vo humse jannat mein takra gaye Aur humare dil se awaaz nikalii.... Fiteh Mooh...Tusin Ethe vii aa gaye !!!
Yadd Karte hai tumhe tanhai mein, dil dooba hai gamo ki gehrai mein, hamein mat dhoonndho duniya ki bhid mein, hum milenge tumhe phir kisi, free SMS ki scheme mein.
Tere pyar me umar bhar intzar kiya,Tere pyar me umar bhar intzar kiya,Aur us intzar me na jane kitno se pyar kiya…
Mulk ki bhi ek sarhad hoti hai, Bacche ki bhi ek zid hoti hai, Aur kitna intezar karu tere sms ka, arre yaar kanjusi ki bhi ek haad hoti hai.
HUMNE DEKHA HAI SHRE CHAHT MAIN, YEH TAMASHA AZEEB HAI PYAARE, LADKIYA, PHOOL, AUR PATHAR APNA APNA NASIB HAI PYARE.
jab dekha unhone tirchi nighaho se tab ham madhosh ho gayee,,,,, par jab pata chala ki nazre hi tedi hai to ham behosh ho gaye.
chori chori ye ana jana chor do chupke chupke u nazr milana chor do kisi din bohat pito ge unse tumyeh masjidon se jute churana chor do.
Request karti hun, Refuse mat karna, Dil ka bulb jalakar, Fuse na udana.
Khawabon me ayenge SMS ki tarha,dil me bas jange RINGTONE ki tarha,dosti kam na hogi BALANCE ki tarha,bas tum busy na rehna NETWORK ki tarha
Phool gulab ka hath say sarak gaya, Buddi nai aankh mari budda latak gaya