Zindgi mein agar

Zindgi mein agar
Zindgi mein agar kuch karna hai to kuch aisa kar jao, ki har gali se tum guzro to har ghar se ek hi aawaj aaye. "PAPA aa gaye,PAPA aa gaye.
  

Jan, 23 2012     139 chars (1 sms)     1253 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Tum door sahi, majboor sahi, par yaar tumhari aati hai, tum ssans wahan lete ho, par badbu yahan tak aati hai!!!
Na bottle me na jar me,na hotel me na bar me,na bike pe na car me,ab to din guzarte hai apke pyar bhare sms ke intazar me
Gam me jine me maza aata hai,gharibo ke ghar bhi khuda aata hai,hum hain jo baarish ki tarah roz sms karte hain,aur ek aap hain jinka sms sarkari nal mein pani ki tarah aata hai
Apki yadoko ansu banakar piya karenge,bewakt apko mis kia karege, apki yadome mar b gaye to kya? "YAMRAJ" k mobilese roz apko sms kiya karenge.
Is dil ki hai ek"Condition" jisme nahi kisi ko"Permission"sirf aap jaise dost ko hai"Admission" vo bhi bina "Donation" just maintain good "Relation".
Tanhai me na waqt bitaya karo,kabhi mehfil me bhi aaya karo,kya hua jo tut gaye samne k 2 daant .Phir bhi dil khol k muskuraya karo...
Main tumhein pyaar kyun karoon, tum nahi ho Ash, Phir bhi tumhe dekhkar mera, system hota hai crash Teirna hai to beach me aao, Kinaro pe kya rakha hai, Pyaar karna hai to bahon me aao, isharo me kya rakha hai.
Umeedo ki manzil toot gayi aankho se ashqo ki dhara beh gayi are tumahri bhi kya izaat reh gayi jab class ki ladki bhaiya keh gayi
Hai apni ek hi abhilasha,na ho teri kabhi nirasha,Tujhe mile roz ek Bipasha,aur hum bulaye tujhe Balbir Pasha!
SMS har pal karu to bewakufi hogi har roz karu to battmiji hogi har baar nahin karu to kanjusi hogi par kabhi kabaar karu to aapko khushi hogi.
.Tere baal he ya ghana "Andhera",Tere baal hai ya ghana "Andhera"Kar dun "GANJA" ho jaye Sawera...!Ab Bolo wah wah!
Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu, Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu, Majburi to dekho is dil ki. Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu