Majnu ko Laila ka sms nahi aya, Majnu ne 2 din se khana nahi khaya, Majnu marne wala hai Laila ke pyar main, Aur Laila bethi hai sms free hone ke intazar main.
Hum aap ko itna yaad kartey hain jitna aap hame yaad kartey hain. Farq sirf itna hai ke hum yaad karke SMS kartey hain aap SMS parh kar Yaad kartey hain.