Use karte hein make-up ka daba roze kiyun? Ban sanwar kar nikalte hain chailaa roze kiyun? Mummy tum to kehti thee Eid to kab kee gaye Phir Parosan se gale miltay hain Papa roze kiyun
Shadi karna tha par kismat khuli nahi, TAJMAHAL Bana tha par MUMTAZ mili nahi,Ab kismat khuli, Shadi hue, ab TAZ banana chahta hu, par ye MUMTAZ marti nahi!
Dil todne walo ko saja Q nai milti har kisiko pyar krne ki dua Q nai milti, log kehte he ki ishq 1 bimari hai,to fir MEDICAL per iski dawa Q nai milti?