Hame to bidi ne luta cigret me kaha dam tha , meri kasti thi dubi waha jha whisky ka drum tha. Ham tab bhi nikal aye kyoki hamari dosti me bahut dam tha.
Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua, Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua, Masti Ka mastaana Hua, Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
God apun se pucha, Kidhar jana mangta ? SWARG YA NARAK ? Apun bola NARAK ! Apun ko malum, Tum sala dost log udharich milega, Bole to Jidhar tum, Woich apun ka SWARAG!!
Ansoon teri nikle aur ankhein meri ho...dil tera dhadke aur dhadkane meri ho , khuda kare hamari dosti itni gehri ho ki naukri tum karo aur salary meri ho