Jeans T-Shirt Pehan Jab Me Tayyar Hota, Utha K Mobile BIKE Pe Sawar Hota, Dekhte Log Chat Pe Chadkar, Aur Kehte Kash Ye ladka Hamari Ladki Ka Pyar Hota.
Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua, Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua, Masti Ka mastaana Hua, Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
Ye-mere dost, mere marne k baad sirf aansu he bahana, jayada meri yaad aaye to merye peeche na chalye aana, yahin bahut dukhi kar liya hai, wahan aa k mat pakana!!