Jab Se Para Hun Tere Ishq Mein JANU Kuch Is Tarhan Se Meri Zindaghi WIRAAN Ho Gayi Kal Tak Jo Mera OFFICE Tha GARMENTS Ka Aaj Wo CHADDI-BANYANKi DUKAAN Ho Gayi...!
Har kadam par hawa ki disha ka dyan rakhna, Muskil samay mai bi dost ko yaad rakhna, Hamari yado ki kushboo jaror aayagi, Tum bas apni naak saaf rakhna
Aap se milkar ho gaya zindagi se pyar, raah me chod kar mat jana mere yaar.. Bin Aapke hum jee na payenge.. aap na honge to hum--- 'Ullu' kise banayenge mere yaar..