Baithe tere khayalo me, kore kagaz pe likha tera naam... Tasvir bhi bana dali aur likha ye Paigam.. 'Zinda ya murda, pakadne vale ko 5000 nakad inam...
Hum SmS karte hain to Woh Samajhte hain ki hume Aadat hain Paise Udaane ki. Lekin Woh Nadaan Kya Samajhe ki Ye bhi Apni Ek Adaa hai rishte nibhane ki..
Kabhi kabhi meri ankho main Saya lagta hai ..Jo apna hai who praya lagta ha itum se milney ki Tmanna to bhut hai Lekin Anay janey main karyaa bohat lagta hai....